Ek Sher sunata hu bade dhyan se suno
Ek Sher sunata hu bade dhyan se suno
Ek Sher sunata hu bade dhyan se suno
Mujhe Sher nahi aata kisi aur se suno
Ek Sher sunata hu bade dhyan se suno
Ek Sher sunata hu bade dhyan se suno
Mujhe Sher nahi aata kisi aur se suno
jangal ko kaat kar lekhani bana doon,
samander ko bana doon sayahee,
dharti ko bana doon main kagaj or akash ko bana doon apne vichar
par kaya tumhare pas itna samy hooga ki paadh lo hamee ek bar
Koi deewana kehta hai,koi paagal samajhta hai
magar dharti ki bechaini ko bus pagal samajhta hai
mein tujhse door kaisa hoon, tu mujhse door kaisi hai
ye tera dil samajhta hai, yaa mera dil samajhta hai
Zuban khamosh, ankhon me nami hogi,
Yahi bas ek dastan-e-zindagi hogi,
Bharne ko to har zakham bhar jayega,
kaise bharegi wo jagah jaha Teri kami hogi.
ak sawal jindgi se kiya karte hai,
ki hum is duniya me kyo jiya karte hai,
jab kisi ke pas, kisi ke liye waqt nahi,
to log riste kyo bana liya karte hai.